12 thoughts on “Aadhar Bank Account Seeded Process(आधार कार्ड बैंक खाते से सीडेड करें )”

    1. Sir jab mai registration kiya tha pms scholarship ke liye to us time mera aadhar Bank account se seeding nhi tha ……to karib 7 din ke baad jab user id aur password ke through log in kiya to mera account verified status rejected likha tha to fir bank mein aadhaar seeding ke liye apply Kiya to Wo log seeding kar diye aur abhi mera bank seeding status active hai. Karib 7 din gujar chuka hai lekin pms scholarship ke side par abhi tak mera account verification rejected likha hua hai …..mai kya kru sir? Please give me suggestions

  1. Sir main jo kanya utthan yojna main apply kiya usme jo sbi ka account number diye mgr aadhaar siding check krne pr post payment bank ka bta raha h, to kya scholarship ka paisa nhi aayega

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top